काजू खाने के फायदे | kaajoo khaane ke phaayade |
खाली पेट काजू खाने के फायदे /सुबह खाली पेट काजू खाने से क्या होता है?
1)sardi ke din me khali pet kaju khane ke bad toda sa shahad chatne se dimag ki kamjori dur hoti hai aur dimag tej hota hai.
2) Kaju ke achhe phake huye phal ko kali mirch aur namak ke sath 4-5 din tak khali pet khane se pet ki ges se rahat milti hai.
3) Roj subah khali pet kaju khane se heart se judi bimari dur hoti hai.
4)Roj daily kaju khane se chahre ke safed daag pimples dur ho jate hai.
5)2 kaju roj khali pet khane se daibetics ka khatra kam ho jata hai.
6) Kaju me rasayan tatv paya jate hai jo Cancer se ladne me help karte hai.
7)Kaju me एंटी ऑक्सीडेंट paya jata hai jo pachan tatr ko majboot karta hai aur pet se judi samsya hone se rokta hai.
8)Kali pet kaju khane se dat aur Masude majboot hote hai.
9) Kali pet kaju khane se cholesterol levels normal rahta hai aur badne se rokta hai.
दूध काजू खाने के क्या फायदे हैं?
2) Vitamin aur minirals aakho aur dimag ke liye faydemand hota hai isliye khali pet kaju doodh khana chahiye.
3)Agar aap roj daily khali pet kaju khane ke bad doodh pite hai to aapka dimag tej ho jayega aur aakho ki roshni bi tej hogi.
4)khali pet doodh aur kaju khane se haddiya majboot hoti hai kyo ki doodh aur kaju me calsium paya jata hai.
काजू भिगोकर खाने के क्या फायदे हैं?
1)Khali pet bhigokar kaju khane se chahre par nikhar aata hai.
2)Bige hiye kaju khali pet khane se aakho ko bahut fayda hota hai aur selular nuksan hone se rokta hai.
3)Dimag ka vikash hota hai isliye kaju ko bhigokar jarur khana chahiye.
4)Bhige huye kaju khun ki kami ko dur karta hai.